Sunday, December 20, 2009

lala la

so here we are,at the end of another chapter of life and at the threshold of reality.
well these two years hav become immortal in our memories,these full of joy and sorrows and an endless train of thoughts come to me imagining the good times we had in these two years.
 
but now all on your own paths,with memoris and yes degrees too.
 
"ab tumse ruksat leta hoo aao samhalo tarane gazal
ab mere nagmon ko neend aati hai"-firaq
 
those who hav fire and dream go out and show the world
"na apne aap badalti hai na apne aap badlegi
yeh duniya hai ise uthkar badal de dekhta kya hai"
 
"ujale apni yaadon k hamare saath rehene do
naa jaane kis gaali mein zindagi ki shaam ho jaye"
 
musafir k raste badlte rahe
muqaddar mein chalna tha chalte rahe
mere raston mein ujala raha
diye uski aanhon k jalte rahe
 
"kitni aasani se zindagi ne mujhse keh diya
, tu nahi mera to koi doosra ho jayega,
hum bhi dariya hai humain apna hunar maloom hai
jis taraf bhi chal padenge rasta ho jayega"
 
"sawaaal to bina mehnat k hal nahi hote
naseeb ko bhi magar imtahaan mein rakhana
safar ko jab bhi kisi daastaan mein rakhana
kadam yakeen mein manzil gumaan mein rakhana"
 
dhup mein niklo ghataon mein naha kar dekho
zindagi kya hai kitabon ko hata kar dekho
fasla nazron ka dhoka bhi ho sakta hai chaand jab chamke
use haath laga kar dekho"
 
"abki hum bichde to shayad khaabon mein milien jaise,sookhe fool kabhi yun hi kitaabon mein mile"
 
so chacha these r some shers u can use and about quatations these r my hot favourite
 
"hammer shatters glass,but forges steel,it is important to know what u r made of"
 
"adversity is greaaat but man is greater"
"every human heartbeat is a universe of posibilities"
 
and rest is translated geeta
 
just interact with audience and be extempore
except the shers and quotes
 
well i hav not given my vaise waale quotions because its a farewell

No comments:

Post a Comment